1 Rajab Poetry | Wiladat Imam Muhammad Baqir (a.s)

1 Rajab Poetry Wiladat Imam Baqir. These poetries describes the blessed night of 1st Rajab and the immense joy of the birth of Imam Muhammad Baqir sms
Fasalli
These poetries describes the blessed night of 1st Rajab and the immense joy of the birth of Imam Muhammad Baqir. As soon as the moon of Rajab rises, the hearts of the lovers of Ahl-e-Bait are illuminated, because this is the day when the fifth star of knowledge, piety and Imamat shines on the world. In this poetry, the radiance of Imam Baqir's face has been compared to the moon of the fourteenth and his birth has been described as the light of the earth and the sky.

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

یکم رجب کا چاند نظر آگیا ہے
علیؑ کے ملنگوں کو مبارک ہو

Yakam Rajab ka chaand nazar aa gaya hai
Aliؑ ke malangon ko mubarak ho

1 Rajab Poetry

This blessed day reminds us that the message of Imam Muhammad Baqir is still alive today, and the poetry of his era will continue to spread the light of guidance, knowledge and love in all times.

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

ی٘کم رجب و٘لادت امام محمد٘ باقر علیہ السلام مبارک ہو
Yakam Rajab Wiladat Imam Mohammad Baqir (a.s) Mubarak Ho.

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

کربلا کے عینی گواہ امام مولا باقر علیہ السلام کا ظہور پُر نور
مبارک ہو

Karbala ke aini gawaah Imam Maula Baqir علیہ السلام ka zahoor-e-pur-noor Mubarak ho

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

باقرؑ کا چہرہ دیکھ کر کہتے ہیں اہلِ دل
پہلی رجب کو دیکھ لیا چودہویں کا چاند

Baqirؑ ka chehra dekh kar kehte hain ahl-e-dil
Pehli Rajab ko dekh liya chaudhveen ka chaand

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

دینِ محمدی (ص) کو دینے دوام آئے
زین العباء کے گھر کے ماہِ تمام آئے
لُو علم کے خزانے کرنے عطا جہاں کو
بحرِ علوم بَن کے باقر امام آئے

Deen-e-Muhammadi (ص) ko dene dawaam aaye
Zain-ul-aba ke ghar ke maah-e-tamaam aaye
Lo ilm ke khazaanay karne ata jahaan ko
Bahr-e-uloom ban ke Baqir Imam aaye

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

آگئے ہیں پھر سے محمد ص جہان میں 
خدا کا ہم پہ پانچواں انعام ہوا ہے 
ہر ایک ہلالی کو مبارک ہو عید کی 
نازل ہمارا پانچواں امام ع ہوا ہے

Aa gaye hain phir se Muhammadؐ jahan mein
Khuda ka hum pe paanchwaan inaam hua hai
Har aik hilaali ko mubarak ho Eid ki
Naazil hamara paanchwaan Imamؑ hua hai

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

بارہ اماموں میں سے یہ آپ ہی کو خصوصیت  تھی کہ آپ کا سلسلہ نسب ماں اور باپ دونوں طرف حضرت رسول خدا تک پہنچتا ہے

Barah Imaamon mein se yeh aap hi ko khusoosiyat thi ke aap ka silsila-e-nasb maa aur baap dono taraf se Hazrat Rasool-e-Khuda tak pohanchta hai

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

باقرؑ بھی ایک پہول ہے صحن بتولؑ کا
جس کی رگوں میں خون علیؑ و رسولؐ کا

Baqirؑ bhi aik phool hai sehan-e-Batoolؑ ka
Jis ki raghon mein khoon Aliؑ o Rasoolؐ ka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

ہو٘ا پید٘ا جہاں می٘ں آج٘ وہ ہم٘ نام٘ پیغ٘مبر
لق٘ب ب٘اق٘ر ہے ج٘س کا او٘ر کُنی٘ت اب٘و جع٘فر٘
Huwa Paida Jahan Main aaj Wo Hum Nam Paighambar
Laqab Baqir Hai Jis Ka Aur Kuniyat Abu Jaffar

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

ح٘سینؑ بھی مسک٘را رہے ہیں، 
سج٘ادؑ خوش٘یاں منا رہے ہی٘ں 
بتولؑ کے٘ گھر م٘یں ہے ج٘شن
ا٘مام با٘قرؑ ج٘و آرہے ہی٘ں

Hussain (a.s) Bhi Muskura Rahe Hain
Sajjad (a.s) Bhi Khushiyan mana Rhe Hain
Batool (s.a) K Ghar Main Hai Jashan
Imam Baqir (a.s) Jo Aarahe Hain

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

زہراؑ تیرے گلشن کا چوتھا یہ پھول ہے
باقرؑ امام پانچواں جس کا نزول ہے
وہ زین العابدینؑ کی ہے گود میں سجادؔ
نُورِ خدا سے روشن صحنِ بتولؑ ہے

Zahraؑ tere gulshan ka chautha yeh phool hai
Baqirؑ imam paanchwaan jis ka nuzool hai
Woh Zain-ul-Abideenؑ ki god mein Sajjaadؔ hain
Noor-e-Khuda se roshan sahan-e-Batoolؑ hai

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

چاند رجب کا شرمائے
دیکھ کے چہرہ باقرؑ کا

Chaand-e-Rajab ka sharmaye
Dekh ke chehra Baqirؑ ka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

مطلع امامت پر چاند پانچواں چمکا
ہوگئی زمیں روشن اور آسماں چمکا

Matla-e-imamat par chaand paanchwaan chamka
Ho gayi zameen roshan aur aasmaan chamka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

مکی، نجفی اور مدنی ہیں باقرؑ
فیاض و بہادر و غنی ہیں باقرؑ
بابا خلفِ حسینؑ، ماں بنتِ حسنؑ ہے
حقّا کہ حسینی حسنی ہیں باقرؑ

Makki, Najfi aur Madani hain Baqirؑ
Fayyaz o bahadur o ghani hain Baqirؑ
Baba khalaf-e-Hussainؑ, maa bint-e-Hasanؑ hai
Haqqa ke Hussaini Hasani hain Baqirؑ

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

امام محمد باقر ع یکم رجب 57ھ کو مدینہ میں پیدا ہوئے۔
آپ ع کے والد بیمار کربلا امام سجاد ابن امام حسین ہیں۔اور والدہ شہزادی فاطمہ بنت امام حسن ع ہیں۔اسی طرح آپکا سلسلہ نسب ماں و باپ دونوں طرف سے پیغمبر اسلام سے تک پہنچتا ہے۔

Imam Muhammad Baqirؑ yakam Rajab 57 hijri ko Madina mein paida hue. Aapؑ ke walid-e-girami Karbala ke bemisaal Imam, Imam Sajjad ibn-e-Imam Husain hain, aur walida Shehzadi Fatima bint-e-Imam Hasanؑ hain. Is tarah aap ka silsila-e-nasb maa aur baap dono taraf se Paighambar-e-Islam tak pohanchta hai.

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

باقرؑ کا چہرہ دیکھ کے کہتے ہیں اہلِ دل
پہلی رجب کو دیکھ لیا چودھویں کا چاند

Baqirؑ ka chehra dekh ke kehte hain ahl-e-dil
Pehli Rajab ko dekh liya chaudhveen ka chaand

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

علیؑ کے بیٹے علیؑ کے پوتے علیؑ کے مدحت گزار باقرؑ
دعائے زہراؑ سے کھلنے والے چمن کی شانِ بہار باقرؑ

Aliؑ ke bete, Aliؑ ke pote, Aliؑ ke madhat-guzar Baqirؑ
Dua-e-Zahraؑ se khulne wale chaman ki shaan-e-bahar Baqirؑ

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

بندگی میں بھی جو سردار نظر آتا ہے 
ہوبہو احمدِ مختارؐ نظر آتا ہے 
علم و حکمت کا سمندر ہیں محمد باقرؑ
یا علیؑ آپ کا کردار نظر آتا ہے..

Bandagi mein bhi jo sardaar nazar aata hai
Ho-ba-ho Ahmed-e-Mukhtaarؐ nazar aata hai
Ilm o hikmat ka samandar hain Muhammad Baqirؑ
Ya Aliؑ aap ka kirdaar nazar aata hai

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

ساری دنیا میں منور ہیں محمد باقرؑ
مالکِ جنت و کوثر ہیں محمد باقرؑ
وہ سخاوت کہ کوئی در سے نہ خالی لوٹا
ایسے دلدار و دلاور ہیں محمد باقرؑ
جن کی کرتے ہیں ثنا عرش سے تا فرش ملک
ایسے اسلام کے رہبر ہیں محمد باقرؑ

Saari duniya mein munawwar hain Muhammad Baqir
Maalik-e-Jannat o Kausar hain Muhammad Baqirؑ
Woh sakhaawat ke koi dar se na khaali lauta
Aisay dildaar o dilawar hain Muhammad Baqirؑ
Jin ki karte hain sana arsh se ta farsh malak
Aisay Islam ke rehbar hain Muhammad Baqirؑ

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

خود ہیں محمد، باپ علیؑ
کم نہیں رتبہ باقرؑ کا

Khud hain Muhammad, baap Aliؑ
Kam nahin rutba Baqirؑ ka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

عرش کا سایہ قدموں میں
عرش پہ سایہ باقرؑ کا

Arsh ka saaya qadmon mein
Arsh pe saaya Baqirؑ ka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

دینِ خدا میں چلتا ہے
آج بھی سکّہ باقرؑ کا

Deen-e-Khuda mein chalta hai
Aaj bhi sikka Baqirؑ ka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

فرشِ عزا بچھتا ہے جہاں
ہے وہ علاقہ باقرؑ کا

Farsh-e-aza bichhta hai jahan
Hai woh ilaqa Baqirؑ ka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

پانچ اماموں کی ہے ثنا
ایک قصیدہ باقرؑ کا

Paanch imamon ki hai sana
Aik qaseeda Baqirؑ ka

1 Rajab Poetry  Wiladat Hazrat Imam Muhammad Baqir, 1 Rajab Shayari, Shia Poetry

خاکِ شفا نے چوما ہے
نقش کف پا باقرؑ کا

Khaak-e-shifa ne chooma hai
Naqsh-e-kaf-e-paa Baqirؑ ka

Imam Muhammad Baqir explained the true essence of Islam through his life and made the knowledge of Quran and Sunnah popular. Imam Baqir is known for his knowledge, piety, patience and wisdom. Despite difficult circumstances, he preached the message of truth and gave the message of the truth to the people of the country to follow the right path. Even today, your kindness and guidance are a source of comfort for the believers.

Saying of Imam Muhammad Baqir (a.s)

The teachings of Imam Muhammad Baqir are still a source of refuge for the believers. He always taught us to remain steadfast in truth, justice and the rule of the Ahl-e-Bait. His message reminds us that worship is incomplete without knowledge and the beauty of religion is insignificant without the people.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
مومن نہ تو بزدل ہوتا ہے اور نہ ہی حریص و کنجوس۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Momin na to buzdil hota hai aur na hi harees o kanjoos.

Imam Muhammad Baqir (a.s): A believer is neither a coward, nor greedy, nor a miser.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

Imam Muhammad Baqir (a.s) Farmate Hain:
Hasool e Ilm Main Aik Dusray Se
Sabqat Lay Lo

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
جس شخص میں چار صفات پائی جائیں اس کے لئے خدا جنت میں گھر بنائے گا۔ 1 یتیم کو پناہ دینا۔ 2 کمزور پر رحم کرنا۔ 3 اپنے والدین پر شفقت کرنا۔ 4 غلام اور ماتحت کے ساتھ نرمی کرنا.
Imam Muhammad Baqir (a.s): Jis shakhs mein chaar sifaat payi jayein us ke liye Khuda Jannat mein ghar banaye ga. 1. Yateem ko panah dena. 2. Kamzor par raham karna. 3. Apne walidain par shafqat karna. 4. Ghulam aur ma-tehat ke saath narmi karna.

Imam Muhammad Baqir (a.s): God will build a house in Paradise for the person with four qualities: 1. Sheltering an orphan. 2. Mercy to the weak. 3. Compassion to parents. 4. Kindness to subordinates.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
ایک مومن کا اپنے مومن بھائی پر یہ حق ہے کہ اسے بھوک میں سیر کرے اس کی ستر پوشی کرے، اس کے دکھوں کو دور کرے اور اس کے قرض ادا کرے۔ اور جب وہ مر جائے تو وہ اس کے اہل و اولاد کی خبر گیری کرے۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Ek momin ka apne momin bhai par yeh haq hai ke usay bhook mein sair kare, us ki satar-poshi kare, us ke dukhon ko door kare aur us ke qarz ada kare. Aur jab woh mar jaye to woh us ke ahl o aulad ki khabar-geeri kare.

Imam Muhammad Baqir (a.s): A believer’s right over his brother is that he feeds him, protects his honor, removes his sorrows, and pays off his debts.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
اللہ کی ذات سے صحیح معانی میں خوف کرکے شیطان سے بچتے رہو۔ کیونکہ وہ تمہیں ہر طرح خوف زدہ کر دیں گی۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Allah ki zaat se sahi ma'ano mein khauf kar ke Shaitaan se bachtay raho. Kyunke woh tumhein har tarah khauf-zada kar dein gi.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
جو شخص اپنے جانے ہوئے علم پر عمل کرتا ہے اللہ تعالیٰ اسے وہ علم عطا کرتا ہے۔ جسے وہ نہیں جانتا۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Jo shakhs apne jaane hue ilm par amal karta hai Allah Ta'ala usay woh ilm ata karta hai jisay woh nahi jaanta.

Imam Muhammad Baqir (a.s): Whoever acts upon what they know, Allah grants them the knowledge of what they do not know.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
معلوم ہونا چاہیئے کہ سلامتی کے حصول کے جیسا کوئی علم نہیں اور دل کی سلامتی جیسی کوئی سلامتی نہیں۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Ma'aloom hona chahiye ke salamti ke husool ke jaisa koi ilm nahi aur dil ki salamti jaisi koi salamti nahi.

Imam Mohammad Baqir (a.s): Know that there is no knowledge like seeking safety, and no safety like the peace of the heart.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
جب تم کسی عالم کی محفل میں بیٹھو تو وہاں بولنے سے زیادہ سننے کا شوق رکھو جس طرح اچھی بات کہنے کی تعلیم حاصل کرتے ہو اسی طرح اچھی بات سننے کی بھی تعلیم حاصل کرو۔ کسی شخص کی بات کو نہ کاٹو۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Jab tum kisi aalim ki mehfil mein baitho to wahan bolne se zyada sunne ka shauq rakho. Jis tarah achi baat kehne ki taleem hasil karte ho, isi tarah achi baat sunne ki bhi taleem hasil karo. Kisi shakhs ki baat ko na kaato.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
جو شخص صبح و شام علم کی طلب میں مصروف رہتا ہے در حقیقت وہ رحمتِ الٰہی میں غوطہ زن رہتا ہے۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Jo shakhs subah o shaam ilm ki talab mein masroof rehta hai dar-haqeeqat woh Rahmat-e-Ilahi mein ghota-zan rehta hai.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
جس عالم کے علم سے فائدہ حاصل کیا جائے وہ ستر ہزار عابد کی عبادت سے افضل ہے۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Jis aalim ke ilm se faida hasil kiya jaye woh sattar (70) hazar aabid ki ibadat se afzal hai.

Imam Mohammad Baqir (a.s): A scholar whose knowledge benefits others is superior to 70,000 worshippers.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
خواہشات کی مخالفت جیسی کوئی عقلمندی نہیں۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Khwahishaat ki mukhalifat jaisi koi aqlmandi nahi.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
انسان کے دل میں جتنا تکبر آتا جائے گا۔ اسی قدر اس کی عقل کم ہوتی جائے گی۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Insaan ke dil mein jitna takabbur aata jaye ga, isi qadar us ki aql kam hoti jaye gi.

Imam Mohammad Baqir (a.s): The more arrogance enters a heart, the more the intellect decreases.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
بے عقلی جیسی کوئی مصیبت نہیں۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Be-aqli jaisi koi museebat nahi.

Saying of Hazrat Imam Muhammad Baqir, Farman

امام محمد باقر علیہ السلام
طمع کو مار کر عزت کی بقاء کو تلاش کرو۔

Imam Muhammad Baqir (a.s): Tama' (lalaach) ko maar kar izzat ki baqa ko talash karo.

Imam Mohammad Baqir (a.s): Seek the preservation of your honor by killing your greed

Conclusion

The final result of the poetry written on the occasion of the Widadat of Hazrat Imam Muhammad Baqir (A.S) 1st Rajab is that this poetry is not just a collection of words but is a living expression of luminous insight, light of knowledge and love for Ahlul Bayt (A.S). The poetry written on the Widadat of Imam Muhammad Baqir (A.S) does not only give the reader a message of happiness but also takes him on the path of knowledge, piety and prosperity which was the centre of the life of Imam (A.S). 
Through their poetry, the poets explain that the knowledge of the Imam (AS) was not limited to books only, but his character, conversation and creativity were also living examples of knowledge. A person who reads or listens to poetry of this kind feels that knowledge is not only important to acquire but also to practice it.

Another important aspect of the poetry written on the Wiladat-e-Imam Baqir (AS) is that this poetry gives the message of hope and light. When Shora mentions the blessings of 1 Rajab, he says that just as light came to the world on this day, in the same way Imam (A.S) destroyed the darkness of ignorance with his knowledge. This poetry not only talks about pastimes but also provides solace for the present and future.
The color of love for Ahlul Bayt (A.S) is also very deep in this poetry. Shora expresses his feelings in such a way that respect and love for Imam (A.S) increases in the heart of Qari as well. This love is not just emotional but is also a call to action. The lessons of patience, tolerance, knowledge, friendship and justice that one gets from the life of Imam Muhammad Baqir (AS) are presented in poetry in a concise but rewarding manner.

The poetry of Wiladat often ends with the sentiments of prayer and gratitude. The mourners thank Allah that He blessed the nation with a great and merciful personality like Imam Muhammad Baqir (AS). The solemn aspect of this oath compels the Qari to evaluate his own life and see if he is following the path of knowledge and creation shown by the Imam (AS). This poetry concludes with this thought and creates a desire in the heart of the Qari to become a lamp of knowledge and light, just like Imam Muhammad Baqir (AS).

Post a Comment